Tum aai meri zindagi main,
kiye kuch waade,
Tode kuch naate,
Maine apne dil ko sambhala,
Socha ke tum to ho ek hawa ka jhoka,
Lekin tum to nikli aandhi aur doobagayi merai dil ko,
Cheen liya mera dil mujhse,
Aur waade kiye,
Kaha tha tumne nahi todo gi is dil ko,
Kaha tha ke bharosa karo mujhper,
Phir aakhir kaar, ker diya bharosa,
Tod di saari deewarain,
Aur daakhil kiya tum ko is dil main,
Lekin phir naajane kay hua tumko,
Is dil ke kerdiya sau tudke,
Sambhal ne ka moqa bhi naahi diya,
chod daya mujhko jab thi mujhe thi tumhari zaroorat,
Ek moqa bhi nahi diya, kuch bolne ka,
Aur tum hogai kisi aur ki,
rukh badalliya apna,
Aur bhol gayi mujkhko aur woh sab kuc,
Chod gayi apni yaadien,
Chod gaye ye becheni,
Tod gai mera dil,
Chot to phonchi rooh taq,
Ab to tumhai meri awaz sunna bhi gawara nahi
ab bas jeeraha hoon zindagi tanha,
Tum to ho gayi kisi aur ki,
Na hosake hum kisi ke,
Chod gayi apni yaadien,
Chod gaye ye becheni,
Tod gai mera dil,.