Jo bhi hai pal wo dur na jaye

by sumit ojha   Mar 15, 2012


Kabhi koi hamesa ruth na jajaye
Kabhi koi esa hume na bhulaye
Kabhi koi insan badal na jaye
Ruka hua pal dur na jaye
Kasti bhi kinaro ko lag jaye
Pakshi bhi ab ghar lout aye
Rastey kabhi mud na jaye
Aankho ka ye pal dur na jaye
Sanso main mehak gao ki aye
Ehsas ye dil ko kese bataye
Aasman ki unchain kon map paye
Har waqt esa khusi de jaye
Ye jo pal kabhi dur na jaye
Suruvat ho par ant na aye
Logo ki bate dil na dukhaye
Jit ka manzil harna bhi sikhaye
Maa ki loriyon se sona aye
Masti bhi thoda rang chadhye
Dosto ka pyar hamesa rulaye
Pass hu ya fail ye koun bataye
Par dil jo hai vo badal na jaye
Taqleef bhi thoda haskar dikhaye
Kabhi ye pal mujh se dur na jaye
SUMIT OJHA�

0


Did You Like This Poem?

Latest Comments