or sign in with e-mail
by sumit ojha Apr 3, 2012 category : Sadness, depression / lost relationships
Wo lamha kesa tha jo yad bankar rah gaya tum ko ab chahne ka kisi or ko haq mil gayasahma hua waqt bhi jab dard de kar chala gaya pyar ki es kasti par sirf hume akeela kar gayarok na saka es tuffan ko tut kar bikhar gaya chalta hua samay bhi bus tham sa hai gayapyar karne walo ko hamesa dard hai kiya es raste par chalkar bus kato se yu bhar diyana karenge pyar kabhi dil ye bohat thak gaya khud ko sambhalne ke leye daru bhi kam pad gayade kar mujhe zakham tumhara ghar to bas gaya kai devdas ke tarah ye humko tanha kar gaya