KAL RAAT KI KHAMOSHI.........

by ranju bhatia   Mar 9, 2006


Kal raat ki khamoshi bhi kya gazab dha gayi.........
teri sanso ki sargam ko meri sanso se mila gayi.......
tere dil ka dharkana suna maine , apne dil ki dharkano se.....
tere adharo ki mohar, mere badan par laga gayi........
kal raat ki khamoshi bhi kya gazab dha gayi..........

tut kar payaar karte hue tujhe dekha maine.............
shama ki treah khud ko pighalte hue dekha maine.........
kal raat ki tanaahi yeh kya kahani suna gayi..........
kal raat ki khamoshi bhi kya gazab dha gayi............

subah uth kar jab dekha jab aaeina............
apni ankho mein tera hi chalkata pyaar dikha.........
thi meri ankho mein gujari raat ki chamak........
yeh dekh kar main khud hi sharma gayi............
kal raat ki khamoshi bhi kya gajab dha gayi..............

0


Did You Like This Poem?

Latest Comments

  • 18 years ago

    by PURE HEART

    Lovely.......so romantic.......i just loved this poem of urs......5/5

    keep writing dear!
    Bharti

  • 18 years ago

    by Truly in Love

    Yet another hindi poet on this site..
    Kya baat hai.. tumharey kaam ke liye mere paas lavz nahi hai... ek gehrai si hai.. her ek pankthi mein.. ab main kya boli... pyar ki bavnaon ko samjhane ke liye hindi mein likhne se behthar aur kuch nahi...
    so full of passion, love... very well written...
    Keep writing... 5/5

    Much Love,
    Ipsita